Me lafzon se
kuchh bhi izhaar
nahi karta
iska matlab ye
nahi ki me tujhe
pyar nahi karta
chahta hun me
tujhe aaj bhi par
teri soch me
apna waqt
bekar nahi karta
tamasha na
ban jaye kahi
mohabat meri
isliye apne dardka
aashkar nahi karta
jo kuchh mila he
usi me khush hun me
tere liye khuda se
taqrar nahi karta
par kuchh to bat hai
teri fitrat me zalim
warna tujhe chahne ki khata
baar baar nahin karta..................